Monday, October 17, 2016

swagi rap

Gaadi slow.. phir bhi pahochun wahan Main jahan tum kabhi bhi pahonch na sako Gaali do.. mujhse jalne walon lekin Meri kamyabi se jo khush.. taali do

Mujhse jalne wale jal jal ke kaale ho gaye Mujhpe marti unki behne Woh mere saale ho gaye

Woh bolte hain maine kar diya Mila khali glass maine bhar diya Jinko bhi mujhpe doubt tha Maine sabka muh band kar diya Mummy papa ko leke naya ghar diya Apna bank account maine bhar diya Iss saal mujhse jalne walon ke liye Kaafi zyada thandi hone wali hain ye sardiyan

Yeah! Woh kaampenge, woh kaampenge Yeah! Sab apna rasta naapenge, woh naapenge

Oo…

Jabse main hone laga famous Mujhse jalne walon ki jalne lagi anus Unhe lagta tha unhone mujhe padh liya Lekin maine change kar diya syllabus

Bebas bechare mujhse karein Jaise mere liye khush hain Mujhko pata hai inki sachayi Inki baatein badi badi Lekin kaam inka fuss hai

Bas hawa rap ko hai laggi bimari Badshah hai dawa Bante hain shaane Toh main bhi hoon dedh shaana Bante hain ser toh main hoon sawa..

Har baat mein aage Har baat mein behtar Iss saal teri lunga mein kehkar

Mujhse jalne wale jal jal ke kaale ho gaye Mujhpe marti unki behne Woh mere saale ho gaye

0 Comments:

Post a Comment

Subscribe to Post Comments [Atom]

<< Home